Hello meaning in Urdu
Hello English Meaning
Hello is a word that is used to greet others especially when meeting someone or starting a conversation on a phone call.
Hello Urdu Meaning
ہیلو کا استعمال کسی سے بات کی شروعات میں کیا جاتا ہے۔
Hello Meaning in Roman Urdu (Hello Ka Matlab Kiya Hai)
Hello woh lafz hai jiska istemal kisi say mulaqat kay waqt kia jata hai khaas tor par kisi baat ko karnay say pehlay or phone par baat shuru karnay se pehlay.
It is also used in written communication at the start like in text messages or informal emails.
اب چاہے وہ بات فون پر ہو، ای میل پر، یا پھر آمنے سامنے۔
Hello ka istemal likhnay mein bhi kiya jata hai kese kay messages mein, emails me.
For instance, here is the use of Hello in a few sentences:
ہیلوکا استمعمال جملوں میں
Misaal kay tor par hello ka istemal in jumlo mein dekehen
Hello, what is your name?
ہیلو، آپکا نام کیا ہے؟
Hello, aapka naam kiya hai?
Hello, I have called to ask about your exams?
ہیلو، میں نے آپکے امتحانات کا پتہ کرنے کے لیے کال کی ہے۔
Hello, mein nay ap kay imtahanat ka pata karnay kay lite call ki hai.
Hello there, I am Ali.
ہیلو، میرا نام علی ہے۔
Hello, mera naam Ali hai.
Another use of Hello (Hello kahan use hota hai)
Hello is also used to give a surprise expression.
ہیلوحیرت کا اظہار کرنے کے لیے بھی استعمال ہوتا ہے۔
Hello ka istemal herat ka izhaar karnay kay liye bhi hota hai.
Like, Hello! what we have here!
جیسے کہ، ہیلو! یہ کیا ہے یہاں۔
Jese kay, Hello, yeh kiya hai yahan?
Comments
Post a Comment